Sunday, 10 June 2012

☀☀►►◆☆♣✉ Umeed humasha zinda rehti ✉♣☆◆◄◄☀☀




 ¤ میری ڈائری کا ایک صفحہ ¤¤
umeed humasha zinda rehti
ha yah kabi nai marti ....
insaan ki akri saans ka baad bi ak yahi zheez hoti ha jo zinda rehti ha
yah ak haqiaqat ha
phoenix
according to Greek
yah ak asa fire bird ha
jo hazaroon saal tak zinda rehta ha
jis ki ankoon say girnay walay ansoo ka qatra insaan ka baray say baray zakham ko theek kar sakta ha
yah bird ha amaan ka
jo nah sirf hazaroon saal zinda rehta ha
bulky jab yah marta ha to apni hi aag say jal jata ha
r
phir
usi raakh may yah phr say janaam ata ha
yah prinda ak example thi 
tb ka logo ka lia 
ka
umeed kabi nai marti yah humasha zinda rehti ha
yah nah sirf insaan ka har dard phr marhum a kaaam karti ha
bulky us ka sath bi nibhati ha hazaroon saal tak
yah humasha zinda rehti ha jalnay ka baad bi........
yah apni raakh mah say phr say janaaam lay lati ha..
galat kahtay ha woh log




jo kahty ha
ka sb kuch katam ho gaya
katam kabi bi kuch nai hoa r nah hi ho ga.....

har katmay ka pichaay ak nai shorowat hoti ha
ktam abi bi kuc nai hota...
bus kuch dair ka lia rukhta ha
ak nai shorowat ka lia...
ak nai subha ka lia
jissay anay say koi rookh nai sakta
noo doubt
yahi cheez rozze qiyamat mah bi zinda ho gi.....
r
yah 
mari umeed nai
▂ ▃ ▅ ▆ █  mara yakeen ha   █ ▆ ▅ ▃ ▂

♥▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬♥♥ஜ۩۞۩ஜ I.S.K ஜ۩۞۩ஜ♥♥▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬♥

No comments:

Post a Comment